Himalayan Language Institute
26/01/2016
गणतंत्र दिवस की शुभकामनाएँ!
-------
Ganatantra divas kii shubhkaamnaayein!
-------
Happy Republic day!
25/12/2015
आप सभी को क्रिस्मस की हार्दिक शुभकामनाएँ!
Aap sabhii ko Christmas kii haardik shubhkaamnaayein!
Wish you all a heartfelt Merry Christmas!
07/12/2015
नया गाना (Nayaa gaanaa) - A new song
यह गाना बहुत अच्छा है। यह नयी हिन्दी फिल्म "तमाशा " से है। इस गाने के गायक हैं - मीका सिंह। उनकी आवाज़ अच्छी है। इस गाने के संगीतकार हैं - ए.आर.रहमान। ए.आर.रहमान जी को "Slumdog millionaire" फिल्म के संगीत के लिए 2009 में ऑस्कर पुरस्कार भी मिला है।
----------
Yah gaanaa bahut achchhaa hai. Yah nayii Hindii film "Tamaashaa" se hai. Is gaane ke gaayak hain- Mikaa Singh. Unkii aavaaz achchhii hai. Is gaane ke sangiitkaar hain- A.R. Rahmaan. A.R. Rahmaan jii ko "Slumdog millionaire" film ke sangiit ke liye 2009 mein Oscar puraskaar bhii milaa hai.
-----------
This song is very good. It is from the new Hindi film "Tamasha". The singer of this song is - Mika Singh. His voice is good. The music composer of the song is - A.R.Rehman. Mr. A.R. Rehmaan has also received an Oscar award for his music in the film "Slumdog millionaire" in 2009.
-----------
by Hema----(HLI Teacher)
'Heer Toh Badi Sad Hai' Full Song with LYRICS | Tamasha | Deepika Padukone | T-Series Presenting Heer Toh Badi Sad Hai Full Song with LYRICS from bollywood movie Tamasha starring Ranbir Kapoor & Deepika Padukone in lead roles exclusively on T-...
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the school
Website
Address
7
Rishikesh
249202