MP Knowledge
1. सभी प्रतियोगी परीक्षाओँ हेतु अत्यन्त उपयोगी ।
2. अति महत्वपूर्ण वस्तुनिष्ठ व्याख्यात्मक हल सहित ।
3. विभिन्न प्रतियोगी परीक्षाओँ के गत वर्ष के प्रश्नो सहित ।
Sun re ladle… mai Super Computer hoon! 😎
Taakat aur speed hi meri pehchaan hai.
Main complex calculations aur
bade-bade data ko seconds me solve kar deta hoon.
Weather prediction ho, space research ho ya scientific work —
sab kuch main hi handle karta hoon. 🌍🚀
Jahan normal computer ruk jaate hain…
👉 wahan se main start hota hoon! 😱⚡
👉 Isliye mujhe duniya ka sabse powerful computer kaha jata hai.
Sun re ladle… mai Computer Network hoon! 😎
Sabko connect karke rakhna mera kaam hai.
Ek system se doosre system tak
data pahunchana meri zimmedari hai.
Chahe LAN ho ya Internet,
connection mera hi hota hai —
tabhi communication possible hota hai. 📡
Main hi hoon jo devices ko
ek dusre se baat karne deta hoon.
👉 Mere bina system alag-alag…
mere saath duniya connected! 🌍
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Telephone
Website
Address
Rewa
Rewa
486001