Halal Indian Stocks
06/02/2025
Best Indian stock which is halal & Good for short & long term.
https://www.facebook.com/Etaleem2024
information & e-learning to follow this page
Nadan Parinda
इस पेज को बनाने का मक़सद जनरल नॉलेज जानकारी देना है चाहे वो किसी भी तरह की हो और साथ ही साथ सोशल इनफार्मेशन देना जो करंट में चल रहा हो।
اس پیج کا مقصد : جنرل (عام) باتوں سے متعارف کروانا اور اسی کے ساتھ موجودہ صورتحال سے واقف کروانا ہے۔ شکریہ
01/05/2024
Reliance Industries ka Share Doubtful (Mashkook) hai. Details nechey diya gaya hai aap ise zaroor dekhen.
29/04/2024
Join this WhatsApp channel to know about halal & haram shares.
29/04/2024
Hindustan Unilever. sector ka Bada share hai jo ki halal hai. Aap apna paisa is share me laga sakte hain.
Lekin aap ki apni knowledge ke hisab se ham sirf aap ko ye bata sakte hai ki kon si company me invest karna halal hai aur kis me invest karna haram hai.
Aur thodi bahoot jankari baki deep knowledge aap ko khud se maloom karna hoga.
Halal Indian Stocks
Is tarah ki aur jankari ke liye aap is page ko like and subscribe karen.
Thanks
29/04/2024
ITC.Ltd, Ye share aksar logo ke paas hota hai. Aur isne abhi pechle ek saal me achha return bhi Diya tha.
Magar is ke karobar ka more then 40% cigrate se aata hai jiske wajah se apni halal kamai ka paisa is share me lagana sahi nahi hai.
Proof aap screenshot me dekh sakte hain.
Halal Indian Stocks
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the business
Telephone
Address
Hyderabad
500008