Abdullah Razvi
26/05/2026
Qurbani ka chamda aur ek bahut bada sawab ka kaam! 🥩🕌✨
Kya aap jante hain ke Qurbani ke chamde ka sahi istemaal kitna bada sawab hai? Fatawa Razawiyya (Jild 20, Safa 504) mein Aala Hazrat (Alaihrehma) farmate hain ke Qurbani ke jaanwar ke chamde ko bech kar uske paise se ghareebon ko khana khilana bahut bada sawab ka kaam hai. 🥘🤲
Ibadat bhi, aur khidmat-e-khalq bhi! Is saal apni Qurbani ke chamde ko sahi jagah istemaal karein aur sawab-e-jariya banayein.
Is baarkat maloomat ko apne doston aur rishtedaron ke saath SHARE karein taake sab is sawab mein shamil ho sakein. 🔄
24/05/2026
Gosht ya Qurbani? Fark Samjhein! ✅
Click here to claim your Sponsored Listing.
Contact the place of worship
Telephone
Website
Address
S/o Railway Basha Sab Door No:1794 Ward No:26 Near Sardariya Masjid Sardar Mohallah
Hospet
583201