Hadith-e-Naaz
Aurton ka Tijarat me sharik hona💸.
Duniyawi lalach mein aurton ka mardon ke sath bazaar aur darrtar mein kaam karna🤑
Badkari or zina aam ho jayega ise bura nahi smjha jayega koi bolna bhi gwara nahi karega‼️🚫
Masajid mein shor-o-gul hona.
Ibadat ki jagah par duniya ki baatein aur hungama aam hona.,,
"Beti apni Maa par hukumat karegi." (Maa ka adab khatam ho jayega) 👩👧🚫"Allah' hum sab ko apne maa-baap ka farmanbardar banaye aur sahi raaste par chalne ki taufiq de. Ameen. 🤲
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the public figure
Telephone
Website
Address
Delhi